11 Shaban Wiladat Shehzada Ali Akbar (a.s) Poetry in Urdu

11 Shaban Read the best Urdu poetry, manqabats and qasidays in honor of Wiladat e Hazrat Ali Akbar as. Beautiful kalam and SMS status written in the a

Here you will find the new shayari on 11 shaban the day of Ali Akbar ibn Hussain (a.s). On this day believers express their happiness and remember the virtues, beauty, bravery and pure character of Prince Ali Akbar through Urdu poetry. This article is based on the best Urdu poetry written on the Wilada of 11th Shaban which fills the hearts with love and faith.

11 shaban poetry

 لیلیٰؑ کے گھر میں دوستو جشنِ نزول ہے

آغوش میں حسینؑ کے چھوٹا رسول ہے


Laila ke ghar mein dosto jashn e nuzool hai

Aaghosh mein Hussain ke chhota Rasool hai

11 Shaban Poetry

Let's read the 11 shaban poetry on Wiladat Hazrat Ali Akbar (a.s) in Roman Urdu, English and Urdu language.

Ali akbar ibn Hussain ibn Ali

اس قدر شوق سے اکبر نے بنایا اکبرؑ

اپنے ہی نور سے جی بھر کہ سجایا اکبرؑ

Is qadar shauq se Akbar ne banaya Akbar

Apnay hi noor se ji bhar ke sajaya Akbar

Wiladat Shehzada Ali Akbar

شان یہ شان کہ پھر الحمد اُترے گی

اکبرؑ کی شکل میں سورۃ محمدؐ اُترے گی

Shaan yeh shaan ke phir Alhamd utaray gi

Akbar ki shakal mein Surah Muhammad utaray gi

11 shaban shayari

شبیرؑ کے گھر جا کہ ذرا میری طرف سے

عباسؑ سے کہنا تمہیں شاگرد مبارک

Shabbir ke ghar ja ke zara meri taraf se

Abbas se kehna tumhein shagird mubarak

11 shaban poetry in urdu

ایک شبیرؑ کی خوشی کے لیے

يا رب دو محمدؐ بنا دیے تو نے

Aik Shabbir ki khushi ke liye

Ya Rab do Muhammad bana diye tu ne


11 shaban wiladat

کمال حُسنِ پیمبر کا آئینہ اکبرؑ

مگر نہ ڈھونڈ سکا کوئی دوسرا اکبرؑ

Kamal e husn e Paighambar ka aaina Akbar

Magar na dhoond saka koi doosra Akbar

11 shaban wiladat shahzada ali akbar

اس کی شان کوئی کیا بیان کرے

جو صورت میں نبیؐ ہو اور سیرت میں علیؑ

Is ki shaan koi kya bayan karay

Jo soorat mein Nabi ho aur seerat mein Ali


11 shaban wiladat ali akbar

یوسفؑ نے کہا دیکھ کے اکبرؑ حسینؑ کا

میں بھی حَسین ہوں مگر اتنا نہیں نہیں۔

Yousuf ne kaha dekh ke Akbar Hussain ka

Main bhi Hussain hoon magar itna nahi, nahi

farman Hazrat imam hussain

امام حسینؑ نے فرمایا :

ہم جب بھی پیغمبر محمدؐ کی زیارت

کے مشتاق ہوتے تو علی اکبرؑ کے

چہرے کا دیدار کرتے۔

Imam Hussain ne farmaya:

Hum jab bhi Paighambar Muhammad ki

ziyarat ke mushtaq hotay

to Ali Akbar ke chehray ka deedaar kartay

11 shaban 2027

چہرہ احمدِؐ مُرسل کو بہ تفصیل پڑھئیے

اسی تفصیل میں اکبرؑ کی جوانی پڑھئیے

Chehra e Ahmed Mursal ko ba tafseel parhiye

Isi tafseel mein Akbar ki jawani parhiye

گیارہ شعبان ولادت

گیارہ شعبان ہے منسوب اکبرِ حَسین سے

ہمشکل پیمبر و سرور مبین سے

جس کا ملتا نہیں ثانی عرش و زمین سے

کیسے کروں قلمبند میں اِس بیان کی

سنو لوگو سنو عظمت ماہ شعبان کی

Giyarah Shaban hai mansoob Akbar e Hussain se

Humshakal e Paighambar o Sarwar e Mubeen se

Jis ka milta nahi sani arsh o zameen se

Kaisay karoon qalam band is bayan ko

Suno logo suno azmat e maah e Shaban ko

Hazrat Ali Akbar

شبیرؑ جھلاتے تھے عباسؑ کے جھولے کو

عباسؑ جھلاتے ہیں جھولا علی اکبرؑ، کا

Shabbir jhulatay thay Abbas ke jhoolay ko

Abbas jhulatay hain jhoola Ali Akbar ka

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

دیارِ حُسن کا بے مثل پیشوا علی اکبرؑ

ہر اک نماز میں شبیرؑ کی دعا علی اکبرؑ

Dayar e husn ka be-misl peshwa Ali Akbar

Har aik namaz mein Shabbir ki dua Ali Akbar

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

انا انزلنا سے کھلتا ہے اک اور باب

آنے کو ہے جلد فاطمہؑ کا اک اور شباب

Inna anzalna se khulta hai aik aur baab

Aanay ko hai jald Fatima ka aik aur shabaab

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

مل گئی شبیرؑ کو اک وقت میں دوہری خوشی

بیٹے کا دیدار اور نانا کی زیارت ہوگئی

Mil gayi Shabbir ko aik waqt mein dohari khushi

Betay ka deedaar aur nana ki ziyarat ho gayi

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

یہ اپنی اصل میں اصل اصول جیسا ہے

پسر حسینؑ کا بالکل رسولؐ جیسا ہے

Yeh apni asal mein asal usool jaisa hai

Pisar e Hussain ka bilkul Rasool jaisa hai

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

بہت اداس تھا بعد از نبیؐ حسینؑ کا گھر

محل میں اترے ہیں کیا بر محل علی اکبرؑ

Bohat udaas tha baad e Nabi Hussain ka ghar

Mehal mein utray hain kya bar mehal Ali Akbar

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

سجدوں کی چاند رات ہے اذانوں عید ہے

دنیا کے آج سارے جوانوں کی عید ہے

Sajdon ki chaand raat hai, azanon ki eid hai

Duniya ke aaj saaray jawanon ki eid hai

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

جمال حُسن پیغمبرؐ ، شباب اکبرؑ کا

زمانہ لا ہے کہاں سے جواب اکبرؑ کا

زمین پر نور پیغمبرؐ بکھیرنے کے لیے

خدا نے خوب کیا انتخاب اکبرؑ کا

Jamal e husn e Paighambar, shabaab Akbar ka

Zamana laay kahan se jawab Akbar ka

Zameen par noor e Paighambar bikhernay ke liye

Khuda ne khoob kiya intikhab Akbar ka

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

لیلۃ القدر ہوگئی شب وہ

لیلہٰؑ کو جب ملا علی اکبرؑ

Lailatul Qadr ho gayi shab woh

Laila ko jab mila Ali Akbar

11 shaban wiladat shahzada ali akbar poetry

جب یوسفِ حسینؑ کا پھیلا جہاں میں نور

ہر ذرہ ذوفشاں ہوا دُنیا کا مثلِ طُور

تاریکیاں تھی ارضِ مدینہ سے دُور دُور

اکبرؑ کا کائنات میں ایسا ہوا ظہور

غل تھا اُجالے شب کے اندھیروں پہ چھا گئے

اکبرؑ نہیں ، رسولؐ زمانے میں آ گئے

Jab Yousuf e Hussain ka phaila jahan mein noor

Har zarra zaufishan hua duniya ka misl e Toor

Tareekiyan thi arz e Madina se door door

Akbar ka kainaat mein aisa hua zahoor

Ghul tha ujala shab ke andheron pe chha gaye

Akbar nahi, Rasool zamane mein aa gaye

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

پہلے ہی اہلبیتؑ سے روشن تھی کائنات

اکبرؑ نے اور بھی اسے اب جگمگا دیا

خالق نے جب بنائی حسینوں کی سلطنت

اکبرؑ کو اہل جان کے حاکم بنا دیا


Pehle hi Ahl-e-Baitؑ se roshan thi kainaat

Akbarؑ ne aur bhi isay ab jagmaga diya

Khaaliq ne jab banayi Hussainon ki saltanat

Akbarؑ ko Ahl-e-Jaan ka haakim bana diya

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

عر٘ش سے فر٘ش پہ ہ٘ر رُخ س٘ے کما٘ل آتا ہے

گھ٘ر می٘ں شب٘یرؑ کے شب٘یرؑ کا ل٘ال آتا ہے

فر٘ش پ٘ر بن ک٘ے مح٘مدؐ کی مث٘ال آت٘ا ہے

اس ک٘ی خلق٘ت کا ج٘و سوچ٘و تو خی٘ال آتا ہے٘

سامنے پہلے محمدؐ کو بیٹھایا ہوگا

پھر خدا نے علی اکبرؑ کو بنایا ہوگا


Arsh sy farsh py her rukh sy kamaal aata hai

Ghar main Shabbirؑ ky Shabbirؑ ka lal aata hai

Farsh per ban ky Muhammadؐ ki misal aata hai

Us ki khalqat ka jo socho to khayaal aata hai

Saamnay pehle Muhammadؐ ko bithaya hoga

Phir Khuda ne Ali Akbarؑ ko banaya hoga

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

رب کی یہ خاص عطا شبیرؑ کو ملی ہے

بی٘ٹا دیا٘ ہے ای٘سا جو ہ٘م شک٘ل ن٘بیؐ ہ٘ے

خالق نے بنایا وہ شاہکار ہے علی اکبرؑ

دیکھو تو لگے محمدؐ پکارو تو علیؑ ہے


Rab ki ye khas ata Shabbir ko mili hai

Beta diya hai aisa jo hum-shakal-e-Nabiؐ hai

Khaaliq ne banaya woh shahkaar hai Ali Akbarؑ

Dekho to lagay Muhammadؐ, pukaaro to Aliؑ hai

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

خود نورِ رسالت کی تصویر ہے اکبرؑ

خود حسینؑ و منی کی تفسیر ہے اکبرؑ

ناناؐ سے یہ چاہت کی تعبیر ہے اکبرؑ

کل بنی ہاشم کی تقدیر ہے اکبرؑ

ایک آئینے میں عکس چوداں کا ہے

چھو کے دیکھو تو لمس یزداں کا ہے


Khud noor-e-risalat ki tasveer hai Akbarؑ

Khud Hussainؑ o Mani ki tafseer hai Akbarؑ

Nanaؐ se yeh chahat ki taabeer hai Akbarؑ

Kul Bani Hashim ki taqdeer hai Akbarؑ

Aik aaine mein aks chodaah ka hai

Chhoo ke dekho to lams-e-Yazdaan ka hai

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

یوسفؑ کو رشک آئے وہ پیکر بنا دیا

پروردگار نے علی اکبرؑ بنادیا

نانا سے تھی جو خاص محبت حسینؑ کو

اکبرؑ ک٘و الل٘ہ نے ہم٘ شبیہِ پی٘مبرؐ بن٘ا دی٘ا


Yusufؑ ko rashk aaye woh paikar bana diya

Parwardigaar ne Ali Akbarؑ bana diya

Nana se thi jo khaas mohabbat Hussainؑ ko

Akbarؑ ko Allah ne hum-shabeeh-e-Paighambarؐ bana diya

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

نان٘ا نبیؐ ہے ، ب٘اپ علیؑ، م٘اں بت٘ولؑ ہ٘ے

بیٹا بھی وہ دیا جو شبیہِ رسولؑ ہے


Nana Nabiؐ hai, baap Aliؑ, maa Batoolؑ hai

Beta bhi woh diya jo shabeeh-e-Rasoolؑ hai

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

جو نظر نہ آئے وہ اللہ اکبرؑ

جس پر نظر ٹھہر جائے وہ علی اکبرؑ


Jo nazar na aaye woh Allah Akbarؑ

Jis par nazar thehar jaye woh Ali Akbarؑ

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

لیلیٰؑ کا لال ہاشمیوں کا آفتاب تھا

پسرِ حسینؑ دیکھنے کو جہاں بے تاب تھا

علی اکبرؑ کو دیکھ کر لکھتے تھے مورخ

اكبرؑ مصطفیٰؐ کا مکمل شباب تھا


Lailaؑ ka laal Hashmiyon ka aaftaab tha

Pisar-e-Hussainؑ dekhne ko jahan be-taab tha

Ali Akbarؑ ko dekh kar likhtay thay moarrikh

Akbarؑ Mustafaؐ ka mukammal shabaab tha

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

اکبرؑ کے رخ کے ہلکے سے دیدار کے لئے

یوسفؑ سمیت مصر کے بازار بک گئے


Akbar ke rookh ky halke sy deedar ky liye

Yusufؑ samait Misr ke bazaar bik gaye

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

جہاں میں حُسن جتنا ہے

سب علی اکبرؑ کا صدقہ ہے


Jahan mein husn jitna hai

Sab Ali Akbarؑ ka sadqa hai

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

اتنا خدا نے بہتر و برتر بنا دیا

جانِ علیؑ شبیہِ پیمبرؐ بنا دیا

Itna Khuda ne behtar o bartar bana diya

Jaan-e-Aliؑ shabeeh-e-Paighambarؐ bana diya

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

اب دَب نہ پائے گی کبھی تکبیر کی صدا

اکبرؑ نے ڈال دی ہے جوانی آذان میں


Ab dab na paayegi kabhi takbeer ki sada

Akbarؑ ne daal di hai jawani azaan mein

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

اب صبحِ شریعت پہ کبھی شام نہ ہوگی

جاگا ہے زمانہ علی اکبرؑ کی آذاں سے


Ab subh-e-shariyat pe kabhi shaam na hogi

Jaaga hai zamana Ali Akbarؑ ki azaan se

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

جس کا اکبرؑ رسولؐ جیسا ہو

کیا خبر وہ حسینؑ کیسا ہوگا


Jis ka Akbarؑ Rasoolؐ jaisa ho

Kya khabar woh Hussainؑ kaisa hoga

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

دیے را٘حب کو ج٘س نے س٘ات بیٹے ا٘پنی مر٘ضی سے

نمازِ ش٘ب می٘ں اُس ن٘ے آپ ک٘و مان٘گا، عل٘ی اکب٘رؑ

Diye rahib ko jis ne saat betay apni marzi se

Namaze shab main us ne ap ko manga Ali Akbar

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

دیارِ حُسن کا بے مثل پیشوا علی اکبرؑ

ہراک نماز میں شبیرؑ کی دعا علی اکبرؑ


Diyar-e-Husn ka be-misal peshwa Ali Akbarؑ

Har aik namaz mein Shabbirؑ ki dua Ali Akbarؑ

ali akbar, hazrat ali akbar, Shehzada ali akbar, shahzada ali akbar, shia poetry, 11 shaban, 11 shaban poetry, 11 shaban shayari, muharram poetry

میں شہزادے کی شان میں کیا لکھوں

کہ آج محمدؐ کی گود میں محمدؐ آگئے


Main shehzaday ki shaan mein kya likhoon

Ky aj Muhammad ki goad main Muhammad aa gae

What happened on 11 Shaban?

The 11th of Shaban is an Islamic date. On this day, the son of Hazrat Imam Hussain (AS) was born. The son about whom Imam Hussain (AS) used to say. When I wanted to ziyarat of my grandfather, I would see the face of Ali Akbar (a.s). Ali Akbar is the Shabi of the Prophet. This day is celebrated by Shiites with great devotion and respect. On this day, celebrations are organized in Imambargahs. In celebration of his birthday, sweet dishes are distributed everywhere and Niyaz is organized.

Conclusion

These poetries are written by different poets. If you like these poetries and images then share with you friends, relatives and family members. Because this day is very important for muslims. Please share the shayari and say congratulations to every momin on the birthday anniversary of beloved son of Imam Hussain (a.s). Enjoy this happy day with your friends and family.

إرسال تعليق